Life on the edge? - Flexin Ye hakikat nhi ho skta ki koi wajah na mile Yaad he kab the mujhe tum jab sawaal he na mile Badi khush kismat se lag rhe zarur tum mujhe Sayad bikharne ka irada he shi tha Lekin yaad karne ka wajah he kya mujhmein Jab khayalat bas ek arz ka tamanna he hai mujhe Tere siwa bhi ye aasman mein rang, rangeen nazar hai aate Jo tera noor dekh chuka hai, woh aur kya he dekhna chahe Khuda Mujhe khudse riha karde, ajkal Kaafizyada khwab mein khoya to nhi Shayad kabhi naa bhi rahu, Ya pher apne maa k khwaishon k liye jee bhi lun Pher bhi mujhe yaad krne ki wajah kyu he rakhega
Popular posts from this blog
Insensitive - Notepad.exe Hardships aren’t the hardest to go through — the real struggle is standing tall against them, holding on to perseverance as you build yourself. Be your own reference point, and you are already on the way. People often let go of ego for their sovereignty so why judge yourself, when in truth we all wear masks in the grand cosplay of life? We are only pieces in the vast puzzle of humanity: bound by dependency, stumbling in carelessness, lost in situations, yet still existing with meaning. I have made the mistake of holding on to core memories in the wrong way — cherishing them as pain instead of lessons. Perhaps God, in His justice, watches me suffer for it. "I am the crow in a field of pigeons. But maybe I am not the clever one — just another soul trapped in the race of trust and pain. If death is marked as justice, then may God mourn for the living, for they carry more weight than the dead."
unknown
I really loved you since day 1 - Flexin koi shabd bayaan krne se mukarte hai koi bayaan rakhne se darte hai khuda jaane mera kya usool hai tere khatir to jeena seekha hai tu mujhe khoya hua chaahat lage mai tujhme apni duniya dekhu paya to maine kuch nhi tha khone ko boht kuch hai ,lekin ghum se fursat kaha mile log muskarane ki wajah kyu puche mai likh chuka kisse kitaab k barabaar par vaaqif nhi jinse wahi puche mera khabar tere naam se basti hai pura ek afsanay mera ye kaisi tanhai mein jee rha hu akhir mai jaha har samay teri talaab se guftgu he sawera mera hal-e-dil bas naam se jaane mera dard lekin woh kaisa kitaab jiske panno mein bas likha naam tera tere khwabon ka aasra lagta hu bas par mere har duwa mein naam hai tera ye zamane se matlab mat rakhna kabhi bas kabhi apna maano to bas naam yaad krna mera
Comments
Post a Comment