Jeena Seekha De: subha shaam teri soch mein kho pare zehn mein fizool ki shikayat bhare saare woh kaisa bagicha jaha phool he nah khila aur woh kaisa qila jaha teri talab he na mila bechayni nhi hai ya halaat meri laazmi hai beintehaan tere khawabon mein aab tut chuka tha jo shaksh khara dehleez pe woh kal ki soch bata rha numaish karo har tarqib jaise ye din mera aab akhri hai Lakeer mit gayi thi hum kal ki soch me kho gaye taqdeer pe bharosa rakhne wale bhi himmat apna kho chuke dhunde to Jannat bhi mile hum dharti lok me he fas chuke ek disha se tha muntazir, alvida kehna he hum bhool gaye kitne jaado jahed kare ishq tafsir krne k liye akhir kya majburi meri ye koi samajh he na paye jaan qurbaan kardu ranjish-e-mohabbat k shiqast mein jo batana chahta tha woh mere sath he chal diye
Comments
Post a Comment