unknown

unknown - flexin
mera khwab bas khwab to nhi 
khwab teri guzarne k baad kahi teri aarzon ki kami to nhi
sadiyan aur daur to bas pal ki kahani kabhi bhi guzar jaye
woh dhalti shaam woh shabnam mehfil qayamat ho jaye
mai kahi apni neend mein to khoya to nhi 
maine kahi woh ye daur ko guzarte huwe dekha to nhi
sayad ye fitrat he meri tassavur ki wajah to nhi

woh khwab he kya jiski pura hone ka koi wajah he nhi
jinse mutazir the hum unka khoya humsafar he shi 
mai to 2 pal ka shayaar ek pal raabta to dusri baar usko noor ki guftgu krta huwa milunga
ek pal sayad na bhi rahu,
kahi woh mehfil k khwab mein jo guzarti daur thi
uss sham ka ek bhatakta huwa musafir to nhi

Comments

Popular posts from this blog

Jeena Seekha De

Real World

Could Have ?