Regrets
Flexin - Regrets
Soch mein guzaru din to mohabbat mein raat mein guzar jaye
Par dekhu to ek shaksh bhi mera na ho saka
Aane Wale logon ka kya kasoor woh atay hai apne matlab k liye
Nadaan to woh jo khud hai jo ek jhalak k fitoor ko rishta samajh liye
Raat kyu Dil mein teri khoi huyi yaad hai
Yaadon ki kamra bhi veeran si hai
Woh Ghum-e-mehfil aa rhe hai atay honge
Woh mulakat tere bin akhir mehroom si hai
Ye zulm-e-sitam ek khali panna si reh gayi
To uss kalam mein kya rakha jo janzir ban gayi
Har rag-a-khoon mein us tasveer ki gumaan jhalakti thi
Samne ghum-a-jahaan naqab ban kar ayi lekin behisab ayi
Comments
Post a Comment