9:27
Flexin - 9:27
Intro:
"The first sign of a beginner of life long journal is understanding and accepting the wish to die"
"I was always said never judge the race or look who is winning you may admire it but just focus"
"I slowly began to understand that the meaning of life is that it stops"
Hook:
Log kehte rakho mazbut apne sapne aur iraadey ko
Jazbaati na bano apsi mein kho do ge pehchan ko
Kabhi havi nhi hone do kismat ko saaf rakho apne mansha ko
Harna sikha nhi Maine samarpit kra ha apne Jaan ko
Verse 1:
Apne wale gair nhi woh himmat hai jaatate
Woh apne he nhi jo jinki lamhe roz saatate
Apne walon se na khairiyat rakhna kabhi hai zaruri
To gairon mein kya mai kya kami woh bas duri hai banate
Logon k kaise pal bharmein maaziyan badalte
Rubaroon hun unke chal se halaton k chalte
Jo bikhra huwa insaan tha woh ajkal nhi dikhta hai
Wahi mere liye aab Tamanna ki umeed hai lagate
kabhi kabhi zehen mera he junoon dikhe
mere hidayat k falon mujhe usool mile
asaan nhi kehna par tajir nikla mai khudke he khoon ka
karu masle kaise hal jab mere hashr ko na koi faisla mile
[Hook]
Bridge:
Samay ka daam dekh chote
Na chor ye mauke kabhi hath se
Maut k baad he ata hai sabke faisle
Marna likha taqdeer mein ye na koi hadse
Jo gunah kar chuka hai pehle janam mein
Unse Naa aab koi fariyaad mujhe
Aur aane wale daur se koi mtlb nhi
Atay honge to usko aab aane de
Comments
Post a Comment