Could Have ?
Untitled Voice:
I guess yaha shuru huwi kahani
Daba diya dard iska mtlb ye anth nhi
Kos rha khudko behisab tha manzil,
Ek hath ki zarurat par zamane ko parwah nhi
Sharab ki nhi zarurat usko aankhon mein
tha Nasha
Ek jhalak k liye tarsa tha jaise Har ghunt mein
zeher
Khwaishe par rhi ummedon pe bhari
Pher bhi ek he sawaal uske aane ki kami
Kis baat ki majboori Hota pyaar aur paisa
Manage nhi
Kismat k bharose baitha aab aur kal ka sochta nhi
Tasweer pe hath rakh kasam rakhi khud se bar kar
Aab to lagta aisi zindagi se to Lage maut bhi behtar
Not been thinking a lot iska mtlb sochta nhi
Khawishe mar k Aya hu iska mtlb karz nhi
aankh khol k dekh yaha kaun khada tera gawa hai
Aab tera hath pakarna Mera farz nhi
Sabke bharose jeena chare to un apno mein he kya rakha
Galtiya sudharna chahte par safar hai khuda k
Hawale
Ghar pe bhej k Aya Paisa iska mtlb kya ummedon
Pe nadir hu
Nafrat ko mar giraya tere khatir kya aab tere liye kabil hu ?
Comments
Post a Comment