unknown
unknown - flexin mera khwab bas khwab to nhi khwab teri guzarne k baad kahi teri aarzon ki kami to nhi sadiyan aur daur to bas pal ki kahani kabhi bhi guzar jaye woh dhalti shaam woh shabnam mehfil qayamat ho jaye mai kahi apni neend mein to khoya to nhi maine kahi woh ye daur ko guzarte huwe dekha to nhi sayad ye fitrat he meri tassavur ki wajah to nhi woh khwab he kya jiski pura hone ka koi wajah he nhi jinse mutazir the hum unka khoya humsafar he shi mai to 2 pal ka shayaar ek pal raabta to dusri baar usko noor ki guftgu krta huwa milunga ek pal sayad na bhi rahu, kahi woh mehfil k khwab mein jo guzarti daur thi uss sham ka ek bhatakta huwa musafir to nhi